Nikita Roy – Kaali Raatein Song Lyrics starring Sonakshi Sinha, Paresh Rawal, Arjun Rampal
Song: Kaali Raatein
Album: Nikita Roy
Singers: Abhinav Shekhar, Pratiksha Vashishtha
Music Director: Abhinav Shekhar
Lyricist: Abhinav Shekhar
Featuring Starcast: Sonakshi Sinha, Paresh Rawal, Arjun Rampal
Check out Kaali Raatein Song Lyrics from Nikita Roy starring Sonakshi Sinha, Paresh Rawal, Arjun Rampal
Kaali Raatein
Dhundta Raha main sach se kya hai mera vaasta
Zindagi ki kaid me phasa to Jaana paya main
Sach se bada Na jhooot koi, Bolte hain sab yaha
Hai Bura
Zamana ho Rakha hai Bura
Na Raha
Bharosa ab kisi pe Na raha
Lag Raha
Akelepan se dar hai lag raha
Ja raha
Savera door mujhse ja raha
(Kaali hain, raatein ye Kaali hain)
Jaali hai duniya ye jaali hai
Kaali hain, raatein ye Kaali hain
Gehre khamoshi me
Sach ki dewaare hain
Parde farebi hain
Jhooti daraare hain
Dhundta Raha main sach se kya hai mera vaasta
Sahi galat ke beech me bhatak Gaya main raasta
Zindagi ki kaid me phasa to Jaana paya main
Sach se bada Na jhooot koi, Bolte hain sab yaha
(Kaali hain, raatein ye Kaali hain)
Jaali hai duniya ye jaali hai
Kaali hain, raatein ye Kaali hain