Zakhm Itna Gehra Hai Izhaar Kya Karein, Hum Khud Nishan Ban Gaye Auron Ka Kya Karein; Mar Gaye Hum Magar Khuli Rahi Aankhein, Kyonki Hamari Aankhon Ko Unka Intezar Hai!